Google Images Se Bina Copyrights Images Kaise Download Kare

Hello dosto aaj main aapko ye bataunga ki aap copyrighted images content ko Google se find karke kaise use kar sakte hain. dosto mere jaise har ek blogger ko images ki jarurat padti hain jissme wo apna blog ke post me images dal sake. lekin dosto agar aap google se direct image ko download karte hain toh aapka Adsense usko allow nahi karta hain.

Google Images Se Bina Copyrights Images Kaise Download Kare


Isiliye dosto yaha question ye uthta hain ki jo images google pe pade hain usko hum apne blog me kaise use karenge taaki usme copyright content nahi show ho aur humare post me wo images acche se use bhi ho jaye.

Dosto normally kisi bhi bloggers ko apne post me kisi images ki jarurat padti hain toh wo sidhe Google Images par jate hain kyunki jaisa bada market kahi nahi hain par aapko waha pe jab bhi aap kisi bhi images ko download karne jaate hain toh waha pe aapko Copyright is subject to claim eesa dekhne ko milega jo ki ye bolta hain ki aap kisi bhi images ko download karke use nahi kar sakte hain. dosto main iss post me aapko sirf yahi bataunga ki aap copyright ke bina images ko kaise apne blog me use kar sakte hain.

Dosto aap mere dwara niche diye gaye steps ko follow kare aap bilkul Copyright free images download kar payenge.

Google Images Se Bina Copyrights Images Kaise Download Kare

dosto aab main aapko yaha par Google Se Without Copyright Images ko Google Images se Download karne ke bare me bataunga so dosto pura steps ko follow kariyega.

Step: 1

Aap Pahle Google.com pe jaye aur Upar me Images Par click kare.

Step: 2 

Ab Aap Google Images Par aaa jayenge.

Step: 3

Ab aap koi bhi images ko search kare.

Step: 4

Ab aapko Upper Right Corner me Settings Icon Dikhega Too Aap Uspar Click kare

Step: 5

Ek naya Options waha open hoga waha pe aapko Advance Search Par Click karna hain.

Step: 6

Ab aapko Advance Search par click karne ke baad aapko waha Right Usage Ka Option milega uss option par click kare.

Step: 7

Ab waha par aapke samne "Not Filterd By License" hoga uspar click karde ya phir advance search par click kare.

Congratulation ! Aapka Copyright Images Google Se Mil Gaya Aab aap uss images ko apne blog me use kar sakte hain.

I hope aapko Google Se Copyright Free Image Download karne ke bare me sahi jankari milli hogi.

I Hope aapko Google Images Se Bina Copyrights Images Kaise Download Kare acchi lagi hogi toh please aap iss post ko apne Friends or Relatives me share kare taaki wo bhi Apne blog ke liye Google Se Copyright Free Images Download kar paaye or Isko Social Media jaise Facebook, Twitter, Google+ par bhi share kare taaki ye jankari sabhi logo tak pahuch sake Aur Dosto Aapse Ek Request hain ki Please Aap Iss Blog ko pura support kare taaki ye ek Helpful blog bane aur jyada se jyada log Internet, Blogging ke bare me jaan paye.

As Always Iss Post Ko Padhne Ke Liye Aapka Dhanywad.
Previous
Next Post »