Hello dosto main aaj aapko batane wala hu ki aap jo apka Jo Facebook ka Like Page jo hota hain usko apne blog me kaise lagaya jaye. kyunki dosto aaj ke dino ye bahut hee jaruri ho jata hain ki agar aap ek blog run kar rahe hain toh aapke digital marketing ke liye aapko kisi n kisi social media ka use karna hee hoga isiliye aapko Facebook ka Like Page apne Blog pe lagana bahut hee jaruri hain.
Dosto facebook page ke jariye aapka fayda ye hota hain ki jab bhi koi visiter aapke blog par visit karta hain toh agar aapka blog usko pasand aata hain toh wo aapke blog par lage aapke Facebook Page ko like kar leta hain taaki in future aap jab bhi post update karenge toh unko bahut hee jaldi uski jankari mil jayegi Facebook ke jariye.
Facebook Like Page Ko Blog Me Add Kaise Kare
Step: 1
Please Aap Iss CODE ko copy karle.
<center><iframe style="border: none; overflow: hidden; height: 150px;" src="//www.facebook.com/plugins/likebox.php?href=https%3A%2F%2Fwww.facebook.com%2F************&width&height=180&colorscheme=light&show_faces=true&header=false&stream=false&show_border=false&appId=212345060234545" width="300" height="150" frameborder="0" scrolling="no"></iframe></center>
dosto yaha par jo code hain ************** aapko isme apna facebook ka user name dalna hain.
Aap apne facebook ke username ke liye aap apne Facebook page ko computer browser me open kijiye, now aab aap waha dekhenge ki browser ke url me kuch is type ki link hogi.
1. https://www.facebook.com/0987654321
2. https://www.facebook.com/BlogMeHelp
Yaha par maine aapko kuch examples diya hain toh aapki bhi facebook page ki link kuch iss tarah ki hogi yaha par aapka username word me ya number me ho sakta hain usko copy karke aap ************** ki jagah par paste karde aur aapko kahi kuch change nahi karna hain nahi too agar aap iss code me agar kuch idhar udhar karte hain toh aapka facebook page like box show nahi hoga.
Agar aap username 0987654321 number form me hain toh wo kuch iss tarah rahega that is https://www.facebook.com%2F0987654321
Step: 2
Aab aap Blogger pe jaye or Layout par click kare.
aab aapko jaha par bhi facebook like page ka box lagana hai waha pe Add a Gadgets par click kare.
Step: 3
Aab aapke click karne ke baad HTML/JavaScript Khulega uspar aap click kare.
Step: 4
Dosto iske baad ek naya page khulega usme ye code ko acche tarah se page karde.
1. Agar aapko uss Widgets ka Title dena hain toh dee nahi toh skip kare blank chood de.
2. Facebook Like Page ka Box ka code yaha par paste karde.
3. Dosto Finally Save ke button pa click karde.
To dosto Congratulation ! aapka Face Like Page aapke blog me add ho gayaa hain mujhe aasa hain ki aap meri baato ko acchi tarah jaan paaye honge.
LIVE DEMO
I Hope aapko Facebook Like Page Ko Blog Me Add Kaise Kare acchi lagi hogi toh please aap iss post ko apne Friends or Relatives me share kare taaki wo bhi apna facebook like page ko apne blog me add kar paye or Isko Social Media jaise Facebook, Twitter, Google+ par bhi share kare taaki ye jankari sabhi logo tak pahuch sake Aur Dosto Aapse Ek Request hain ki Please Aap Iss Blog ko pura support kare taaki ye ek Helpful blog bane aur jyada se jyada log Internet, Blogging ke bare me jaan paye.
As Always Iss Post Ko Padhne Ke Liye Aapka Dhanywad.

ConversionConversion EmoticonEmoticon