Hello dosto kaise hain aap sab Dosto Appko Pata Hoga ki YouTube ek bahut hee bada Video Sharing Platform Aaj Ke Dino me Baan Gaya Hain, dosto aaj YouTube nee itne logo ka madad apne website se de diya hain n ki wo koi nahi de sakta hain jaise Online Video Learning, Make Money Online Guide or YouTube se paise kaise kamaye, cooking kaise kare, health tips or naa jaane bahut kuch saamil hain.
Dosto sath sath ye kitne logo ka Career option bhi ban gaya hain kyunki aaj India me lakho youtubers apna video upload karke aaram se apna kharcha chalane layak income yaha se aaram se kar rahe hain.
ALSO READ :- YouTube Se Paise Kaise Kamaye Full Guide In Hindi
dosto pahle ke time me ek creative person jiske paas talent toh tha lekin usko logo tak pahuchane ki takat ya phir ye bhi bol sakte hain ki unke paas koi media nahi tha jisse wo apna creativity logo tak pahucha paaye or income kar paaye lekin aaj wo time aaa gaya hain jaha pe log apna performance logo taak aarma se pahucha sakte hain aur dosto JIO ke aana ke baad toh unke liye fast grow hona ka mauka or bhi badh gaya hain.
Dosto aaj ka jawaan aaisa ho gaya hain ki agar logo ke paas unlimited data ho n toh wo T.V se jyada YouTube ko hee dekhna pasand karke hain jaise ki koi Cricket Match ka Highlights ho ya kisi film ka gaana ya phir ho koi bhi problem toh log aaj sabse pahle YouTube par hee jana pasand karte hain.
Dosto main yaha aapko youtube ke baare kuch hidden jankari dene jaa raha hu jo ki sayad hee apne kahi sunna hoga. ya phir aapne kabhi isme apna dimag hee nahi lagaya hoga. toh dosto aapm iss post ko last taak read kare aapko puri jankari main yaha pe provide karunga.
YouTube Ke Baare Me Kuch Important Hidden Jankari In Hindi
1. YouTube Ne Sabse Jyada Income Kab Ki ?
Research Ke Mutabik YouTube Ne Pichle 10 saalo me 50 lakh $ se lekaar 1 crore 50 lakh $ taak Income ki hain.
2. YouTube Se Choota Hain Facebook
Haal hee main Ek Reseach ke mutabik Facebook se jyada aajkal log YouTube pe jyada time spend karna pasand karte hain kyunki Alexa Ranking ke mutabik Google ke baad YouTube ka Alexa Ranking 2 hain wahi Facebook ka Alexa Ranking 3 toh isse sabit hota hain ki YouTube Se Facebook abhi thoda puche hain.
3. YouTube Ka Performance Kaise Hain ?
Google ke baad YouTube hee Top me aata hain toh Bing, Yahoo or other websites se iska performance bahut hee accha hain.
4. YouTube Kab Start Huwa Tha ?
YouTube ki Suruwat Daftar or Japani Renstra ne Karlifonia me kiya tha iske baad isko Google ne Kharid liya.
5. YouTube Ne Kya Archive Kiya Hain ?
YouTube ne Star Grimp Billi ne oskar award bijeta Palteo se jyada income kiya hain.
6. YouTube ke jyada user kaha se aate hain ?
YouTube ke jyada users US ke bahar se aate hain, ye ek bahut hee sochne waali baat hain, aur iske sabse jyada users India or Saudi Arbiya se aate hain jaha pe lagbhag 100 million se bhi jyada viwes daily YouTube ko milte hain.
7. YouTube ne Kyu ek Lady CEO banaya isske piche ka reason ?
Jab Google Ke Founder Larry Page and Sergey Brin ko Google Ka office kholne ke liye apna Garage unko very low rate jis lady ne diya tha unhi ko YouTube Ka CEO banaya gaya hain.
8. YouTube ja sabse jyada Use Teenagers karte hain.
ek Research ke mutabik ye pata chala hain ki US me karib 82 % YouTube kaam ages hain jinme 14 to 19 years ke age ke log saamil hain.
9. YouTube pe Video kitni Upload hoti hain.
YouTube par Per/ Minutes Lagbhag 100 Hours se jyada ki clips upload hoti hain.
10. YouTube Logo ko Parerit kar raha hain.
India me Jio ke aaa jane ke baad YouTube ko koi bhi video ko viral hone me samay nahi lagta hain, aapko iska andaza bhi nahi lag sakta hain dosto sath me ye hame kai sare parbhav humare jindgi par bhi pada hain.
11. YouTube ke kitne users hain ?
ek research ke mutanik youtube ke paas abhi 225 millions user ho chuke hain
12. YouTube par pahli video kab upload huwi thi ?
YouTube par pahli video 23 April 2005 ko upload huwi thi jo ki YouTube ke founder Javed Karim ne kiya tha. jiska link ye hain agar aap chahe toh aap iss video ko yaha click karke dekh sakte hain
13. Google ko YouTube ne kitne me kharida tha.
Google ne YouTube ko lagbhag 1 Arab 65 lakh $ me buy kiya tha.
Dosto I hope aapko ye jankari acchi lagi hogi aur aap YouTube ke hidden information jaan gaye honge agar aapka koi doubt hain toh please comment kare.
I Hope aapko YouTube Ke Baare Me Kuch Important Hidden Jankari In Hindi acchi lagi hogi toh please aap iss post ko apne Friends or Relatives me share kare taaki wo bhi YouTube ke hidden information ke bare me jaane paaye or Isko Social Media jaise Facebook, Twitter, Google+ par bhi share kare taaki ye jankari sabhi logo tak pahuch sake Aur Dosto Aapse Ek Request hain ki Please Aap Iss Blog ko pura support kare taaki ye ek Helpful blog bane aur jyada se jyada log Internet, Blogging ke bare me jaan paye.
As Always Iss Post Ko Padhne Ke Liye Aapka Dhanywad.

ConversionConversion EmoticonEmoticon